top of page

Ab To Hai Tum Se

Movie:  

Abhimaan (1973)

Music Director:  

S D Burman

Lyricist:  

Majrooh Sultanpuri

Youtube Video Link:  

Ab to hain tum se har khushi apni
Ab to hain tum se har khushi apni
Tum pe marna hai Zindagi apni
Ab to hai tumse har khushi apni

Jab ho gaya tum pe ye dil diwana
Jab ho gaya tum pe ye dil diwana
Phir chahe jo bhi kahe, humko Zamana
Koyi banaye baatein chahe ab jitni
Ab to hain tum se har khushi apni

Tere pyar me badnam dur dur ho gaye
Tere pyar me badnam dur dur ho gaye
Tere saath hum bhi sanam mashoor ho gaye
Dekho kahan le jaye bekhudi apni
Ab to hain tums e har khushi apni

bottom of page