Discover Trends. Define Your Style.
Main Duniya Bhula Dunga
Movie:
Aashiqi (1990)
Music Director:
Nadeem Shravan
Lyricist:
Sameer
Youtube Video Link:
Main duniya bhula dunga teri chahat mein,
Main duniya bhula dunga teri chahat mein.
O dushman Zamana mujhe na bhulana,
Main khudko mita dunga teri chahat mein.
Main duniya bhula dungi teri chahat mein,
Main duniya bhula dungi teri chahat meen.
Tera saath chuta ke wada jo toota,
Main khudko mita dungi teri chahat mein.
Main duniya bhula dunga teri chahat mein.
Meri saase teri khushboo, mere dil mein teri dhadkan,
Meri mehafil teri baatein, meri aankhen tera darapan.
Bin tere kuchh bhi nahi main,
Bin tere kuchh bhi nahi main.
Main har ghum utha lungi teri chahat mein,
Tera saath chuta ke wada jo toota,
Main khudko mita dungi teri chahat mein.
Main duniya bhula dunga teri chahat mein.
Seene se lag ja tu main hu tera deewana,
Mujhe tujhse milne se rokega kya Zamana.
Chodunga na saath tera chodunga na saath tera.
Main sab kuch loota dunga teri chahat mein,
O dushman Zamana mujhe na bhulana,
Main khudko mita dunga teri chahat mein.
main duniya bhula dungi teri chahat mein.
Tera saath chuta ke waada jo toota,
Main khudko mita dungi teri chahat mein.
Main duniya bhula dunga teri chahat mein.
Teri chahat mein haan teri chahat mein.