top of page
Discover Trends. Define Your Style.
Mera Dil Tere Liye
Movie:
Aashiqi (1990)
Music Director:
Nadeem Shravan
Lyricist:
Sameer
Youtube Video Link:
Mera dil tere liye dhadakta hai
Dhadakta hai
Dekhun jo tujhe to yeh dil behakta hai
Behakta hai
Zara pass aa tere lab chum lu
Main kya chahti hun main kaise kahun
Zara pass aa tere lab chum lu
Main kya chahti hu main kaise kahun
Sameto na bahon mein yeh gora badan
Bujhegi bhala kaise dil ki lagan
Koi shola seene mein bhadakta hai
Bhadakta hai
Ho naya dard hai ye to nayi pyas hai
Jawani ka pehla ehsas hai
Naya dard hai yeh to nayi pyas hai
Jawani ka pehla ehsas hai
Mohabbat ka dil pe nasha cha gaya
Kuch bhi ho jaanam maza aa gaya
Ke ab dil sambhale na sambhalta hai
Sambhalta hai
Mera dil tere liye dhadakta hai
Dhadakta hai
bottom of page