Discover Trends. Define Your Style.
Nazar ke Samne
Movie:
Aashiqi (1990)
Music Director:
Nadeem Shravan
Lyricist:
Sameer
Youtube Video Link:
Nazar ke saamne, jigar ke pass,
Nazar ke saamne, jigar ke pass,
koi rehta hai, wo ho tum.
Nazar ke saamne, jigar ke pass,
Nazar ke saamne, jigar ke paas,
Koi rehta hai, wo ho tum.
Nazar ke saamne, jigar ke paas.
Betaabi kya hoti hai, pucho mere dil se,
Betaabi kya hoti hai, pucho mere dil se,
Tanha tanha lauta hun, main to bhari mehfil se,
Mar na jau kahin, mar na jau kahin,
hoke tumse juda.
Nazar ke saamne, jigar ke pass,
Nazar ke saamne, jigar ke paas,
Koi rehta hai, wo ho tum.
Nazar ke saamne, jigar ke paas.
Tanhai jine na de, bechaini tadpaye,
Tanhai jine na de, bechaini tadpaye,
Tumko main na dekhun to, dil mera ghabraye,
Ab mujhe chod ke, ab mujhe chod ke,
Dur jana nahin.
Nazar ke saamne, jigar ke pass,
Nazar ke saamne, jigar ke paas,
Koi rehta hai, wo ho tum.
Nazar ke saamne, jigar ke paas.
Nazar ke saamne, jigar ke paas,
Koi rehta hai, wo ho tum.