top of page

Raina Beeti Jaye

Movie:  

Amar Prem (1972)

Music Director:  

R D Burman

Lyricist:  

Anand Bakshi

Youtube Video Link:  

Rain beeti jaye, shyam na aaye
Raina beeti jaye, shyam na aaye
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, sham na aaye
Raina beeti jaye

Sham ko bhula, shyam ka vaada
Sham ko bhula, shyam ka vaada
Sag diye ke, jaoge radha
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, shyam na aaye
Raina beeti jaye

Kis sautan ne roki dagariya
Kis sautan ne roki dagariya
Kis bairan se laagi nazariya
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, shyam na aaye
Raina beeti jaye

Birha ki maari, prem deewani
Birha ki maari, prem deevani
Tan man pyasa akhiyon mein pani
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, shyam na aaye
Raina beeti jaye

bottom of page