Discover Trends. Define Your Style.
Woh Chand Khila
Movie:
Anari (1959)
Music Director:
Shankar Jaikishan
Lyricist:
Shailendra
Youtube Video Link:
Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai

Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe woh anari hai

Chandi ki chamakti raahe, woh dekho jhum jhum ke bulayeh

Kirno ne pasari baahe ke arma naach naach laharayeh
Baaje dil ke taar gaayeh yeh bahaar, utare hai pyar jivan me
Baaje dil ke taar gaayeh yeh bahaar, utare hai pyar jivan me
Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe woh anari hai
Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai
Teri laal chunariya kaali, bahaare kispe aaj hai deewani

Chanda ki chaal mastani hai pagal din me raat ki rani
Taaro ka jaal mere dil me taal, puchho na haal mere dil ka