top of page
Song Title
Song Lyrics
Music Director
Lyricist
Movie
Na to Karva ki Talash Thi
Na to karva ki talash hai Na to karva ki talash hai, na to hamsafar ki talash hai Na to karva ki talash hai, na to karva ki, na to karva ki Na to karva ki talash hai, na to hamsafar ki talash hai Ab na to hamsafar ki talash hai, na to hamsafar ki talash hai Na to hamsafar ki, na to hamsafar ki talash hai Mere shauq-e-khana kharab ko Mere shauq-e-khana kharab ko, teri rahguzar ki talash hai Mere shauq-e-khana kharab ko, teri rahguzar ki talash hai Mere shauq-e-khana kharab ko Mere namurad junun ka hai ilaaj koi to maut hai Ab hai ilaaj koi to maut hai, ab hai ilaaj koi to maut hai Ilaaj koi to maut hai, ilaaj koi to maut hai Ab hai ilaaj koi to maut hai Jo dava ke nam pe zahar de Jo dava ke nam pe zahar de usi charagar ki talash hai Jo dava ke nam pe zahar de Jo dava ke nam pe zahar de usi charagar ki talash hai Usi charagar ki talash hai, usi charagar ki talash hai Usi charagar ki talash hai Tera ishq hai meri arzu, tera ishq hai meri abaru Tera ishq hai meri abaru, tera ishq hai meri abaru Dil ishq jism ishq hai aur jaan ishq hai Imaan ki jo puchho to imaan ishq hai Tera ishq hai meri arzu, tera ishq hai meri abaru Tera ishq mai kaise chhod du Tera ishq mai kaise chhod du, meri umra bhar ki talash hai Tera ishq mai kaise chhod du, meri umra bhar ki talash hai Tera ishq mai kaise ishq ishq ishq ishq ishq Ishq ishq tera ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Jansoz ki halat ko jansoz hi samajhega Mai shama se kahta hun mahfil se nahi kahta kyoki Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Sahar tak sabka hai ajam jal kar khak ho jana Sahar tak sabka hai ajam jal kar khak ho jana Bhari mahafil me koi shamma ya parvana ho jaye kyoki Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Vahashat-e-dil rasm-o-didar se roki na gai Kisi khajar, kisi talvar se roki na gai Ishq majnu ki vo avaz hai jiske aage Koi laila kisi divar se roki na gai, kyoki Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Vo hans ke agar mange to ham jaan bhi dede Vo hans ke agar mange to ham jaan bhi dede Han ye jan to kya chiz hai imaan bhi dede kyoki Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Naz-o-andaz se kahte hai ki jina hoga Zahar bhi dete hai to kahte hai ki pina hoga Naz-o-andaz se kahte hai ki jina hoga Zahar bhi dete hai to kahte hai ki pina hoga Jab mai pita hu to kahte hai ki marta bhi nahi Jab mai marta hu to kahte hai ki jina hoga Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Mazahab-e-ishq ki har rasm kadi hoti hai Har kadam par koi divar khadi hoti hai Ishq azad hai, hindu na musalman hai ishq Aap hi dharm hai aur aap hi imaan hai ishq Jis agah nahi shekh-o-barahman dono Us haqiqat ka garajata hua ailan hai ishq Ishq na puchchhe din dharm nu, ishq na puchchhe jata Ishq de hatho garam lahu vich, dubiya lakh barata Ke de ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Rah ulfat ki kathin hai ise asan na samajh Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Bahut kathin hai dagar panaghat ki Bahut kathin hai dagar panaghat ki Dagar panaghat ki dagar panaghat ki Bahut kathin hai dagar panaghat ki Ab kya bhar lau mai jamuna se mataki Ab kya bhar lau mai jamuna se mataki Mai jo chali jal jamuna bharan ko Dekho sakhi ji mai jo chali jal jamuna bharan ko Nadakishor mohe roke jhado to Kya bhar lau mai jamuna se mataki Kya bhar lau mai jamuna se mataki Kya bhar lau mai jamuna se mataki Ab laaj rakho more ghughat pat ki Ab laaj rakho more ghughat pat ki Ab laaj rakho more ghughat pat ki Ab laaj rakho more ghughat pat ki Ab laaj rakho more ghughat pat ki Jab jab krishhn ki basi baaji Jab jab krishhn ki basi baaji, nikali radha saj ke Jaan ajan ka man bhula ke, lok laaj ko taj ke Janak dulari ban ban doli, pahan ke prem ki mala Darshan jal ki pyasi mira pi gai vishh ka pyala Aur phir araj kari ke Laaj rakho rakho rakho, laaj rakho dekho dekho Laaj rakho rakho, he he he Laaj rakho rakho, he he he Laaj rakho rakho Ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq Ye ishq ishq hai ishq ishq Allah rasul ka faraman ishq hai Yane hafiz ishq hai, quran ishq hai Gautam ka aur masih ka araman ishq hai Ye kaynat jism hai aur jaan ishq hai Ishq saramad, ishq hi mansur hai Ishq musa, ishq koh-e-nur hai Kaq ko but, aur but ko devta karta hai ishq Intaha ye hai ke bade ko khuda karta hai ishq Han ishq ishq tera ishq ishq, tera ishq ishq, ishq ishq Ishq ishq tera ishq ishq, tera ishq ishq, ishq ishq Ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq
Roshan
Sahir Ludhianvi
Barsaat Ki Raat (1960)
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat Ek anjaan hasina se mulaqat ki raat Zindagi bhar nahin bhoolegi Hai wo reshmi zulfon se barasta pani Hai wo reshmi zulfon se barasta pani Phool se galon pe rukne ko tarasta pani Dil mein toofan uthate hue Dil mein toofan uthate hue jazbaat ki raat Zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat Zindagi bhar nahi bhoolegi Dar ke bijli se achanak woh lipatna uska Aur phir sharm se bal kha ke simatna uska Kabhi dekhi na suni aisi ho Kabhi dekhi na suni aisi tilismaat ki raat Zindagi bhar nahin bhoolegi Surkh aanchal ko daba kar jo nichoda usne Surkh aanchal ko daba kar jo nichoda usne Dil pe jalta hua ek teer sa choda usne Aag pani me lagate hue Aag pani me lagate hue halaat ki raat Zindagi bhar nahin bhoolegi Mere naghmo mein jo basti hai woh tasveer thi woh Naujawani ke haseen khwab ki tabeer thi woh Aasmanon se utar aayi ho Aasmanon se utar aayi thi jo raat ki raat Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat Ek anjaan hasina se mulaqat ki raat Zindagi bhar nahin bhoolegi
Roshan
Sahir Ludhianvi
Barsaat Ki Raat (1960)
Jhoome Jo Pathan
Tumne mohabbat karni hai Humne mohabbat ki hai Iss dil ke alawa kisi se bhi Na humne ijaazat li hai Hunar hai yeh bhi ishq ka Kisi kisi ko aata hai Jaan loota ke dushman ki Humne hifazat ki hai Baat karte hain hazaron Hazaron Hai tajurba humein yaaron Haan yaaron Baat karte hain hazaron Hai tajurba humein yaaron Aisi hai ada Bandh loon hawa Mujhpe woh khuda Dil se dua barsaye Jhoome jo pathaan meri jaan Mehfil hi loot jaaye Dede jo zubaan meri jaan Uspe mar mit jaaye Jhoome jo pathan meri jaan Mehfil hi loot jaaye Dede jo zubaan meri jaan Uspe mar mit jaaye Muqabla kaise Hum karte hain yaar Abki baar tarika hum batayenge Tarika hum batayenge Kaise dushman pe Hum marte hain yaar Abki baar tarika hum batayenge Tarika hum batayenge Yaar karde jo ishaara Ishaara Dil main de doon dobara Dobara Yaar karde jo ishaara Dil main de doon dobara Pyar ka nasha Aisa hai chadha Hoke yoon fida Dushman gale lag jaaye Jhoome jo pathaan meri jaan Mehfil hi loot jaaye Dede jo zubaan meri jaan Uspe mar mit jaaye Jhoome jo pathan meri jaan Mehfil hi loot jaaye Dede jo zubaan meri jaan Uspe mar mit jaaye
Vishal-Sheykhar
Kumaar
Pathan (2022)
Nineteen fifty six nineteen fifty seven
Nineteen fifty six nineteen fifty seven Nineteen fifty eight nineteen fifty nine Nineteen fifty six nineteen fifty seven Nineteen fifty eight nineteen fifty nine Duniya ka dhacha badla kismat ka sacha badla Aakhir to kholo jara lala ho kaha Duniya ka dhacha badla kismat ka sacha badla Aakhir to kholo jara lala ho kaha Raaz nirale raaz nirale jeevan ke sare saaz nirale Mehfil mehfil ghum Dharti se jaye ambar pe chhaye Faelake bahe chanda bulaye Aa taro ko chum Nineteen fifty nine nineteen fifty nine Nineteen fifty nine Nineteen fifty six nineteen fifty seven Nineteen fifty eight nineteen fifty nine Kal ki kahani ho gayi purani Duniya mein fir se aayi jawani Behki behki chal Sadi se choli haule se boli Milke machado rango ki holi Yeh fashion ka saj Nineteen fifty nine nineteen fifty nine Nineteen fifty nine Nineteen fifty six nineteen fifty seven Nineteen fifty eight nineteen fifty nine Fashion badhenge kapde ghatenge Malik hi jane kitne rahenge Mausam ka ye khel Zulfe ghatao nakhun badhao Chehre pe nakli chehra chadhao Duniya saaf dikhe Nineteen fifty nine nineteen fifty nine Nineteen fifty nine Nineteen fifty six nineteen fifty seven Nineteen fifty eight nineteen fifty nine
Shankar Jaikishan
Shailendra
Anari (1959)
Dil Ki Nazar Se
Dil ki nazar se, nazron ki dil se Yeh baat kya hai, yeh raaz kya hai Koi hume bata de Seene se uthakar, hotho pe aya Yeh geet kaisa, yeh raaz kya hai Koi hume bata de Dil ki nazar se, nazron ki dil se Yeh bat kya hai, yeh raaz kya hai Koi hume bata de, dil ki nazar se Kyun bekhabar, yun khichi si chali ja rahi main Yeh kaunase bandhano mein badhi ja rahi main Kyun bekhabar, yun khichi si chali ja rahi main Yeh kaunase bandhanon mein bandhi ja rahi main Kuch kho raha hai, kuch mil raha hai Yeh baat kya hai, yeh raaz kya hai Koi hume bata de, dil ki nazar se Hum kho chale, chand hai ya koi jadugar hai Yeh madhbhari, yeh tumhari nazar ka asar hai Hum kho chale, chand hai ya koi jadugar hai Yeh madhbhari, yeh tumhari nazar ka asar hai Sab kuch humara, ab hai tumhara Yeh baat kya hai, yeh raaz kya hai Koi hume bata de, dil ki nazar se Aakash mein, ho rahe hai yeh kaise ishare Kya dekh kar, aaj hain itne khush chand tare Aakash mein, ho rahe hain yeh kaise ishare Kya dekh kar, aaj hai itne khush chand tare Kyun tum paraye, dil me samaye Yeh baat kya hai, yeh raaz kya hai Koi hume bata de Dil ki nazar se, nazron ki dil se Yeh baat kya hai, yeh raaz kya hai Koi hume bata de, dil ki nazar se
Shankar Jaikishan
Shailendra
Anari (1959)
Sab Kuch Seekha Humne
Sab kuch sikha hum ne na sikhi hoshiyari Sab kuch sikha hum ne na sikhi hoshiyari Sach hai duniya walon ki ham hai anadi Duniya ne kitna samajhaya Kaun hai apna kaun paraya Phir bhi dil ki chot chipa kar Hum ne aapka dil bahlaya Khud hi mar mitne ki yeh zid hai humari Khud hi mar mitne ki yeh zid hai humari Sach hai duniya walon ki hum hai anadi Dil ka chaman ujadte dekha Pyar ka rang utarte dekha Hum ne har jeene wale ko Dhan daulat pe marte dekha Dil pe marne wale marenge bhikhari Dil pe marne wale marenge bhikhari Sach hai duniya walon ke hum hain anadi Asli nakli chehre dekhe Dil pe sau sau pehre dekhe Mere dukhte dil se pucho Kya kya khwab sunehre dekhe Toota jis tare pe nazar thi humari Toota jis tare pe nazar thi humari Sab kuch seekha hum ne na sikhi hoshiyari Sach hai duniya walon ki hum hain anadi
Shankar Jaikishan
Shailendra
Anari (1959)
Tera Jana Dil Ke Armano
Tera jana dil ke armanon ka lut jana Tera jana dil ke armanon ka lut jana Koi dekhe, koi dekhe banke takdeeron ka mit jana Tera jana Tera gum teri khushi mera gum meri khushi Tujhse hi thi zindagi us par humne tha kaha Jeevan bhar ka sath hai ye kal ki hi baat hai Tera jana dil ke armano ka lut jana Koi dekhe, koi dekhe banke takdeeron ka mit jana Tera jana Jab jab chanda aayega teri yaad dilayega Sari raat jagayega Mai ro roker reh jaungi dil jab zid par aayega Dil ko kaun manayega Tera jana dil ka armano ka lut jana Koi dekhe, koi dekhe banke takdeeron ka mit jana Tera jana
Shankar Jaikishan
Shailendra
Anari (1959)
Ban Ke Panchi
Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana To jhume ye dharti aur jhume asman Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana To jhume ye dharti aur jhume asman Aayi hasino ki toliya Aayi hasino ki toliya bole piya milan ki boliya Manzil pe aaye koyi naina milaye koyi Bhar de ye ulfat ki jholiya Manzil pe aaye koyi naina milaye koyi Bhar de ye ulfat ki jholiya Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana To jhumen ye daharti aur jhume asman Kheto pe chhayi jawaniya Kheto pe chhayi jawaniya patto pe likhi kahaniya Phulo ki daal jaise rangin rumal Koyi de de hame bhi nishaniya Phulo ki daal jaise rangin rumal Koyi de de hame bhi nishaniya Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana Mil jaye agar aaj koyi sathi mastana To jhumen ye dharti aur jhume asman
Shankar Jaikishan
Shailendra
Anari (1959)
Woh Chand Khila
Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe woh anari hai Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe woh anari hai Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai Chandi ki chamakti raahe, woh dekho jhum jhum ke bulayeh Chandi ki chamakti raahe, woh dekho jhum jhum ke bulayeh Kirno ne pasari baahe ke arma naach naach laharayeh Baaje dil ke taar gaayeh yeh bahaar, utare hai pyar jivan me Baaje dil ke taar gaayeh yeh bahaar, utare hai pyar jivan me Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe woh anari hai Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai Teri laal chunariya kaali, bahaare kispe aaj hai deewani Teri laal chunariya kaali, bahaare kispe aaj hai deewani Chanda ki chaal mastani hai pagal din me raat ki rani Taaro ka jaal mere dil me taal, puchho na haal mere dil ka Taaro ka jaal mere dil me taal, puchho na haal mere dil ka Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe woh anari hai Woh chand khila woh tare hase, yeh raat ajab matwari hai
Shankar Jaikishan
Shailendra
Anari (1959)
Kisi Ki Muskrahaton Pe Ho Nisar
Kisi ki muskrahaton pe ho nisar Kisi ka dard mil sake to le udhar Kisi ke vaste ho tere dil mein pyar Jeena isi ka naam hai Kisi ki muskrahaton pe ho nisar Kisi ka dard mil sake to le udhar Kisi ke vaste ho tere dil mein pyar Jeena isi ka naam hai Mana apni jeb se fakir hain Phir bhi yaron dil ke hum amir hain Mana apni jeb se fakir hain Phir bhi yaron dil ke hum amir hain Mite jo pyar ke liye woh zindagi Jale bahar ke liye woh zindagi Kisi ko ho na ho hume to aitabaar Jeena isi ka naam hai Rishta dil se dil ke aitabar ka Zinda hai humi se naam pyar ka Rishta dil se dil ke aitabar ka Zinda hai humi se naam pyar ka Ke mar ke bhi kisi ko yaad aayenge Kisi ke aansuon mein muskurayenge Kahega phool har kali se bar bar Jeena isi ka naam hai Kisi ki muskurhaton pe ho nisar Kisi ka dard mil sake to le udhar Kisi ke vaaste ho tere dil me pyar Jeena isi ka naam hai
Shankar Jaikishan
Shailendra
Anari (1959)
Bada Natkhat Hai Yeh
Bada natakhat hai re krishna kanhaiya, ka kare yashoda maiya Bada natakhat hai re krishna kanhaiya, ka kare yashoda maiya Ha bada natakhat hai re Doondhe ri ankhiya use charon or Jane kahan chip gaya nandakishor Doondhe ri ankhiyan use charon or Jane kahan chip gaya nandakishor Ud gaya aise jaise purvaiya, ka kare yashoda maiya Haan bada natakhat hai re Mere jeevan ka tu ek hi sapna Jo koyi dekhe tohe samjhe woh apna Mere jeevan ka tu ek hi sapna Jo koyi dekhe tohe samjhe wo apna Sab ka hai pyara, ho sab ka hai pyara bansi bajiaya Ka kare yashoda maiya Ha bada natakhat hai re krishna kanhaiya, ka kare yashoda maiya Haaan bada natakhat hai re
R D Burman
Anand Bakshi
Amar Prem (1972)
Raina Beeti Jaye
Rain beeti jaye, shyam na aaye Raina beeti jaye, shyam na aaye Nindiya na aaye, nindiya na aaye Raina beeti jaye, sham na aaye Raina beeti jaye Sham ko bhula, shyam ka vaada Sham ko bhula, shyam ka vaada Sag diye ke, jaoge radha Nindiya na aaye, nindiya na aaye Raina beeti jaye, shyam na aaye Raina beeti jaye Kis sautan ne roki dagariya Kis sautan ne roki dagariya Kis bairan se laagi nazariya Nindiya na aaye, nindiya na aaye Raina beeti jaye, shyam na aaye Raina beeti jaye Birha ki maari, prem deewani Birha ki maari, prem deevani Tan man pyasa akhiyon mein pani Nindiya na aaye, nindiya na aaye Raina beeti jaye, shyam na aaye Raina beeti jaye
R D Burman
Anand Bakshi
Amar Prem (1972)
Page 1 of 1
bottom of page